Quran ko kon si surah sabse pahle nazil hui is talluq se kai 2 Riwayat hai ek Riwayat me hai ki sabse pehle Surah اقرا nazil hui our 2 Riwayat me hai ki sabse pehle surah فاتحہ nazil hui
Iska Waqya ye bayan kiya jata hai ki
Ek roz Huzur ﷺ Hazrate Khadija رضی اللہ عنہا ke pas tashrif laye our farmaya ki jab me tanha me Berthta hun to gayebi aawaz sunta hun ki koi kehta hai padho iski khabar warqa bin nofil ko di gai joki Hazrate Khadija رضی اللہ عنہا ke rushte me bhai the unhone arz kiya ki ab jab kabhi ye aawaz aaye to aap itminan se sunte rahe fir ye hua ki Hazrate Jibrail علیہ السلام hazire khidmat hue our arz kiya ki padhiye
بسم اللہ الرحمن الرحیم الحمد للہ رب العالمین
Isse malum hua ki pehli aayat Surah Fateha hai our Dusri Riwayat se malum hota hai ki pehli aayat surah iqra nazil hui
📚 TAFSIRE NAIMI
و اللہ اعلم بالصواب

0 Comments
Yahan Aap apna Mashwara de sakte hain ya Apna koi bhi sawal Kar sakte hain aapke sawal ka jawab jald hi aapke Email me send kiya jayega
Thank you 💐